Sunday, May 27, 2007

Urdu Sher-O-Shayari


The reason behind creating this blog is to list Urdu Sher-O-Shayari as and when came in my mind. This Urdu sher sometimes can be mixed with some hindi words as well, but this is what advanced urdu sher is all about. Here sometimes you can see some Urdu shers from famous Urdu shayers as well. Please comment on the sher or correct it whenever you feel the wazan of sher is imbalanced. This all is original shers from myself .Please chorane se pehle shayaron ki taklifat ka dil se dhayn karen. Tu arz hai mera pehla sher.............Ki

Jab bhi teri yad ati hai mujhko,
Khon ke anson rolati hai mujhko,
Tera kya hai, daga dena pesha hai,
Aurat "bewafai" yad delati hai mujhko.

Lekin......

Aurat se hi duniya main kushnomayi hai,
Aurat hi tu teri meri mai hai,
Aurat se hi hai tasweer-e-Kaynat main rang,
Aurat ke Bina zindagi harjai hai.

Tu...

Sab ko mile wafa ye hi hamari arzo hai.
Sacha pyar dondna ek jostajo hai,
Jis ko mil gaya uska naseeb,
Nahi mila tu hamari tarah uski guftago hai.

Tu Janab ye app ki kismat par munhasir karta hai, ki app ko sacha pyar mila ya nahi, agar han tu app khush kismat hain, aur agar nahi tu app bhi hamari fehrist main shamil hain.

2 comments:

Anonymous said...

Zindagi ne zindagi bhar gham diye
sub kuch liye par kuch bhi na diye

pasie laga kar humne sab kuch diye
jab tadapta hey koi raaton mein

khoon ke aansoo rula de use bhi be
basi
pata nahi kyon likh raha hoon woh
is liye ke aap ka mobile chaloo
nahi rehta hey.... fursat mile toh
phone kar di jiye??????
zindagi ne zindagi bhar gham diye

Anonymous said...

kadam kadam pey hawa ki simat ka dihan rakhna
mushkil waqt main dosti ko yaad rakhna
"humari yadoon ki khushboo zaror aey gi tum bas apni
NAAK SAAF rakhna
Funny Shayari