Friday, February 5, 2010

Urdu Shayari, Urdu Ghazal Kehte Kehte


Urdu Shayari, Urdu Ghazal Kehte Kehte



Janab R.M. Dixit Saheb ne Ghazal Bheji Hain Muhlihiza farmaiye:

Likhte hain:

Hello Hi Every body, I am submitting a
Gazal for your reading and comments:

Mareze Mohabbat unhi ka fasana
sunata raha dum niklte nikelte,
mager jikre shame alam jab se aaya
chirage saher bujh gaya jelte jelte.

Unhe khet main likha tha
dil muntzir hai,
jawab unka aaya, mohabbet na kerte,
tume dil lagane ko kisne kaha tha,
bahel jayega dil bahelte bahelte.

Irada na terke mohabbat ka lekin,
farebe tabssum main phir aagaaye hum,
abhi kha ke thoker sabhel bhi na paye
ki phir khayi thoker sabhelte sabhelte.

Bhala koi vads khilafi ki hed hai,
hisab apne dil main laga ke to dekho,
kayamet ka din aagaya refta refta
mulaqat ka din nikelte nikelte.

Marije Mohabbat uni ka fasana
sunata raha dum nikelte nikelte.

- Qamer Jilyani

6 comments:

Anonymous said...

aoa
achi koshish hay.kafi pasand aai aap ki shairy .ainda intazar rahay ga jari rakhya.

Unknown said...

that is an ossom ghazal..........
keep it up.

USMAN said...

hi..... for for ur kind info this ghazal was of ustad kamad-al-alvi sab and sang Munii begum

Anonymous said...

hey guys for kind info this ghazal was of Ustad kamad-al-alvi sab n was sang by Munii begum

Anonymous said...

nice one...

Anonymous said...

this ghazal sung AZIZ MIAN QAWWAL, MAREEZE-e-MOHABBAT. IMRAN KHAN