Wednesday, February 10, 2010

Urdu Shayari, Urdu Sher, Sad Sher


Urdu Shayari, Urdu Sher, Sad Sher

Lijiye R.M. Dixit Sheb ne bhi kuch Is tarah hamain mail kiya hain:

Janab Raji Riyaz saheb ne jo gazel
pesh ki wo nihayet hi kaabele tareef
her dil aziz hai. Per ker dil khush
ho gaya aur aah nikel gayi. Wah Janab
Masha Allah. Shaandar peshkesh. Shukriya.

" Wo zaher tumne muje diya,
wo jaher hi na raha,
Ki zindgi he zaher ho jaye to
koi kya kare"
Bahut Khoob.!

Kuch Shers Aapki Nazeer pesh e khidmet"

"Jo zaher pee chuka huin,
tumne mujhe diya,
ab tum to zindgi ki duain
Muje na do."

" Do he lafzon ka tha ye afsana,
jo suna ker khamosh ho baitha
Ibtada ye hai ki tum ko paya tha,
inteha ye hai ki khud ko kho baitha. "

" Sunao kisko afsana
na apna hai na begana,
Likha hai meri kismet,
main Jahan ki thokre khana."

Gujarish hai, nachij ke pesh kiye
sher per ke hausdla afjai kare.
Shukriya.

R M DIXIT

4 comments:

Anonymous said...

ahir kon tha
 
Aik bar beche mor k tu dakha hota 
koi hai jo ab b tere intezaar mein rota hai
kyun nhi samj payi tuje k tu bohool Gaya 
Per mein na bohli tuje kyun hai asa  
pata nhi asa kya hai tuj main k
Tere liye raat raat ber main roti hoon 
Kyun lagta hai k tere bina dunya nhi 
per mein hi na samj saki k teri dunya hi lag thi muj se
kyun hua yeh mere saath jis se pyaar kiya usi ne bohal diya 
kaise khud ko yakeen diyon k tu muje bohool Gaya hai 
Tu use bohool gaya jo kabhi tumari jaan thi 
kon tha wo jo jaan samjta tha 
Tu tha ya teri perchai thi 
Yeh main aaj tak na samj pai 
Wo ahir kon tha  

sajida said...

ahir kon tha
 
Aik bar beche mor k tu dakha hota 
koi hai jo ab b tere intezaar mein rota hai
kyun nhi samj payi tuje k tu bohool Gaya 
Per mein na bohli tuje kyun hai asa  
pata nhi asa kya hai tuj main k
Tere liye raat raat ber main roti hoon 
Kyun lagta hai k tere bina dunya nhi 
per mein hi na samj saki k teri dunya hi lag thi muj se
kyun hua yeh mere saath jis se pyaar kiya usi ne bohal diya 
kaise khud ko yakeen diyon k tu muje bohool Gaya hai 
Tu use bohool gaya jo kabhi tumari jaan thi 
kon tha wo jo jaan samjta tha 
Tu tha ya teri perchai thi 
Yeh main aaj tak na samj pai 
Wo ahir kon tha  

sumit bhatia said...

DIL KO SUKUN DENE WALI LINE'S HAIN...GUD

salim raza said...

a gazal by famous poet haseeb soz

ye dil vaale bhi kya kya imtehaa-n sweekar karte hai-n,
bana kar kashtiya-n kaghaz ki dariya paar karte hai-n,
ye narmi dhoop ki bas janvary se farvary tak hai,
madad raaho-n me varna per saaya daar karte hai-n,
zaroorat roz ham ko gaaliya-n deti hai ghar aakar,
zaleel-o khwaar ham ko raat din tyohaar karte hai-n
ye sachcha tajruba hai jab bhi chaaho aazma lena,
jo dushman kar nahi-n sakta vo rishtedaar karte hai-n,
koyi to baat hai jis ki abhi tak parda daari hai,
musalsal kyu-n ye taarreefe-n teri akhbaar karte hain-n,