Wednesday, July 13, 2011

Urdu Shayari, Urdu Gazal


Urdu Shayari, Urdu Gazal


Ek aur shayara maheen hemani Peshe Kidhmet hain.


Likhti hain:


jab tanhai ne gher liya tha mera jiya
tab aaya banke koi dil ka diya
tanhai se pyar ki duniya mei le aaya
ishq ke rang mei khilke deewana bana diya

tabse aankhein dhoondti hai idher udher use
dil khoya rehta hai yaadon mei uske
raat aur din kiya hai bhool chuki hoon mein
bas uske khwabon mei khoyi rehti hoon mein

--

Muskaan  (22/02/      )

1 comment:

ab_853 said...

Nice...
Aa ja ke tere kimti wade pe maut ko tala hai.. Aaj mene bade Ehtamam se