Urdu Shayari - Love Urdu Sher - Urdu Ghazal - Farq Sirf Itna Sa Tha
Farq sirf itna sa tha, US ki doli uthi meri maiyat uthi,
phool US per bhi they, phool mujh per bhi they,
mehfil wahan bhi thi , log yahan bhi the,
Un ka hansna wahan, in ka rona yahan,
sahelian us ki bhi thin, dost mere bhi they,
Do qul US k perhey, do qul mere perhey,
Qazi udher bhi tha, moulvi idher bhi tha,
WOH saj k gaya, mujhe sajaya gaya,
WOH uth k gaya, mujhe uthaya gaya,
Farq sirf itna sa tha usey APNAYA gaya, mujhe DAFNAYA gaya….
7 comments:
bahoot acha likha app ne mian ne asi bat kabhi naheen soni jo dard jo lazat app ke alfazoon mn thi. gulam khan dubai
i think dis is a 1st ghazal dat i hav ever liked ...really amazin words....
Masha-allah....!!!
Dil ko choo gayi aap ki gazal.
Keep writing
Thousif - Pune
bhai maza a gaya kasam se
yaar mere dost kahan ho tum yaar gale lagane ko dil kar raha hai
tu ne yeh likh kar meri jaan hi
le le
maine yeh shayer padha to tere pahechan bhi le li
iske aage main kaya likhun ai mere dost
tu ne yeh likh kar to meri jaan hi le li
yaar mere dost kahan ho tum yaar gale lagane ko dil kar raha hai
tu ne yeh likh kar meri jaan hi
le le
maine yeh shayer padha to tere pahechan bhi le li
iske aage main kaya likhun ai mere dost
tu ne yeh likh kar to meri jaan hi le li
kya baat hai bhai bhut acha likha hai..........really liked it
Post a Comment