Urdu Shayari, Urdu Ghazal
Kuch Dino Pehle Miss Muskan Ne Kuch Ashar Bheje the:
Pasand Kiye Gaye,
Lijiye Ab Ek Aur Ghazal Muhlahiza Farmaiye:
Muhabbat aur yeh aansoo
haseen thi zindagi meri
jab saath tumhaara tha
tab dharkan tum the
ab adhoora hai dil mera
har ek aansoon mei mere
basti hai woh kasmon ki yaadein
cha gaya hai dil mei mere
tumhaari judaai ke andhere
aaj bhi yeh surkh aankhein
idher udher dhoondti hai tumhe
bina tumhaare saath ke
jee nahi sakti hu mei
-- Regards
Muskaan
1 comment:
TALASH HAI PYAR KA
-=-=-=-=-=-=-=-=-=
Safar zindagi ka kat ta nahin
Aager sathi koi na ho ohqhath
Ohqhath ka koi sahara banta nahin
Mere khushi ka allam yah hain
kay mujha chate bahooth hain
par mere jindagi mai koi milta nahi
MERE MOHABBATH
-.-.-.-.-.-.-.-
PYAR KABHI NAHI KIYA KISI SAY
ZINDAGI MAIN KOI MILA NAHI
PHIR BHI EK TAMANA HAI MERE
KOI SHABNAM KAY PHOOL SAY KHILA
CHAHOO MAIN USS KO ITANA K
USS KI KHUSHI YAH ALAM HO
GULAB KO MUR ZHANA SAY PAHILA
USS KO PANI SAY BHIGA TA RAHOO
MERE MOHABBATH EK AAINA HAIN
JO DEKHA KOI DIKHLA YAHGI
JO PUCHA KOI BATLA YAHGI
DARD DIL MAI HAI OH DIKH LAYAHGI
UTHA YAH JO KOI UNNGLI
KAT DALIGI
PYAR HAI MERE AAISA
THIS IS S.MAHAMOOD
MAHABOOB NOOR
Post a Comment