Ajj Kuch Aise Ashar Nazar se Guzre ke bus Dil se wah wah Nikal Padi....
Arz Hain...
PHOL TU PHOL HAIN KALYUN PE NIKHAR AAJAYE
TUM JIDHARSE BHI GUZAR JAWO BAHAAR AAJAYE
SAJ SAWANR KAR KE KABHI DEKHA NA KRO AAYINA
AIYESA NA HU KE KAHEE,N AAYINE KO PEYAAR AAJAYE
Aur Ye hain ajj ka... aur kahen Mashur ho jane wala sher....Pasand Aye tu comments section main Dad zaroor Dijiye ga...ki....
Arz Hain...
PHOL TU PHOL HAIN KALYUN PE NIKHAR AAJAYE
TUM JIDHARSE BHI GUZAR JAWO BAHAAR AAJAYE
SAJ SAWANR KAR KE KABHI DEKHA NA KRO AAYINA
AIYESA NA HU KE KAHEE,N AAYINE KO PEYAAR AAJAYE
Aur Ye hain ajj ka... aur kahen Mashur ho jane wala sher....Pasand Aye tu comments section main Dad zaroor Dijiye ga...ki....
MUNTAZIR SAB MERE ZAWAL KE HAIN
MERE AHBAAB BHI KAMAAL KE HAI
MERE AHBAAB BHI KAMAAL KE HAI
5 comments:
adab doston naye sal par meri yani zeya shahjahani ke ye chand ashaar bhi samaat farmayen..
786/92
AYE NAYE SAAL TERA IS TRAH AGAAZ HO /
GUL MOHABBAT KE KHILEN AOUR AMAN KI BARSAT HO //
AYE KHUDA MERE KHUDA SUN LE TU MERI YE SADA /
IS SAAL KA HAR EK LAMHAN EK MEETHA SAAZ HO //
KASH MIT JAYE AMIRI AOUR GARIBI KI LAKEER /
HAR MAHAL KE SAYE ME EK JHOPDI AABAD HO //
HO HAWAON KO CHARAGON KI HIFAZAR KA KHAYAL /
INKE CHALNE AOUR JALNE KA NAYA ANDAAZ HO .//
TOOT KAR GIR JAYEN JANZIREN SIYASAT KI TAMAAM /
PHOOL KOYAL AOUR TITILI KA CHAMAN AAZAD HO //
BAKHSH DE RAB APKO YON KAMYABI KA UROOJ /
DUSHMANON KE DIL JALEN AOUR DOSTON KO NAAZ HO //
GHAR ME MAHKEN HAR TARAF AYE DOST KHUSHIYON KE GULAB / /
ASMANON SE BHI UNCHI AAP KI PARWAZ HO //
KOKH ME MARI NA JAYE KOI BETI AYE ‘ZEYA’ /
MAA KI BHIGI AANKH ME NA AB KOI FARIYAD HO //
Aaj Fir Aaina Puchhata Hai Mujhase,
Tere Aankho Me Nami Kyo Hai!
Jiski Chhahat Me Khud Ko Bhula Diya,
Usaki Chahat Me Kami Kyo Hai!!
Dosti Shayari,
Na gulfam chahiye na salam chahiye
Na mubarak ka koi paigam chahiye
Jisko pee kar hosh ood jaye
Saaki Labon ko aisa jaam chaiye.
Pyan vo hume bepanah kar gaye
Fir jindagi me humko tanha kar gaye
Chahat thi unke ishq me fanah hone ki
Magar vo lautkar aane ko mana kar gaye.
Bahut Acha Rabia..
Post a Comment